Irani Chicken with Butter Rice Recipe in Urdu/Hindi The main Ingredients required for cooking Drum Wings ڈرم ونگز are as follows Ingredients Required for Irani Chicken with Butter Rice (Ajza) Irani Chicken with Butter Rice Recipe in Urdu/Hindi The main Ingredients required for cooking Drum Wings ڈرم ونگز are as follows Ingredients Required for Irani Chicken with Butter Rice (Ajza) Method for cooking Irani Chicken with Butter Rice (Tarkeeb)
Irani Chicken with Butter Rice Recipe in Urdu/Hindi
Irani Chicken with Butter Rice Recipe in Urdu/Hindi

Irani Chicken with Butter Rice Recipe in Urdu/Hindi

The main Ingredients required for cooking Drum Wings ڈرم ونگز are as follows

Ingredients Required for Irani Chicken with Butter Rice (Ajza)

  1. chicken Marinaiton ke liye
  2. Chicken ________ Aadha kilo ( haddi ke baghair
  3. Pyaaz __________ Aik Adad ( kata howa
  4. lahsun __________ Aik Adad
  5. Namak __________ hasb zayega
  6. kaali mirch ________ Aik chaay ka chamach
  7. Safaid mirch _______ Aik chaay ka chamach
  8. Zeera powder ______ Aik chaay ka chamach
  9. Daar cheeni powder __ Aik chaay ka chamach
  10. Zafran Essence ______ Aadha chaay ka chamach
  11. Mayonnaise _________2 khanay ke chamach
  12. Sirka ya lemoo ka ras __ teen khanay ke chamach
Chawal ke liye:
  1. Chawal aik cup ______ ublay hue
  2. Makhan ____________ 2 khanay ke chamach
  3. Namak _____________ 1 chothai chaay ka chamach
  4. Kaali mirch __________ 1 chothai chaay ka chamach
Sabzion ke liye:
  1. Makhan _____________ 2 khanay ke chamach
  2. Namak ______________ 1 chothai chaay ka chamach
  3. Kaali mirch ___________ 1 chothai chaay ka chamach
  4. Shamla mirch _________ 1 Adad ( cube mein kati
  5. Pyaaz _______________ 1 Adad ( cube mein kati
  6. Timatar ______________1 Adad ( cube mein kata
  7. Aalo aik Adad _________ Abla اورکیوب mein kata


Method for cooking Irani Chicken with Butter Rice (Tarkeeb)


  • Chicken ke liye : Tamam Merination ajzaa ko chicken ke sath mix karlen aur tees minute ke liye chore den .
  • Phir pyaaz aur lahsun ko chicken se allag kar len.
  • Chicken ko اسکیورز par laga kar barbie que ya pen mein thoray se tail mein fry karlen .
  • Chawal ke liye : makhan ko garam karkay chaawlon ko namak aur kaali mirch ke sath fry karlen .
  • Sabzion ke liye: makhan garam karkay tamam sabzion ko namak aur kaali mirch ke sath sotay karlen yahan taq ke sabzian naram ho jaien .
  • Serving ke liye : chicken, chawal aur sabzion ko platter mein daal kar saro karen .

Axact

Urdu Cook

Urdu Cook Recipe is a blog for cooking and craft works. We love to share cooking recipes and crafts hand made work from Pakistan

Post A Comment:

0 comments: