Zafrani Paaye زعفرانی پائے Recipe in Urdu/Hindi | How to cook Zafrani Paaye زعفرانی پائے in udu, Zafrani Paaye زعفرانی پائے Recipe in Urdu/Hindi The main Ingredients required for cooking Zafrani Paaye زعفرانی پائے are as follows Ingredients Required for Zafrani Paaye زعفرانی پائے (Ajza) Method for cooking Zafrani Paaye زعفرانی پائے (Tarkeeb).. Best Pakistani and indian recipe in Urdu
Zafrani Paaye زعفرانی پائے Recipe in Urdu/Hindi
Zafrani Paaye زعفرانی پائے Recipe in Urdu/Hindi

Zafrani Paaye زعفرانی پائے Recipe in Urdu/Hindi

The main Ingredients required for cooking Zafrani Paaye زعفرانی پائے are as follows

Ingredients Required for Zafrani Paaye زعفرانی پائے (Ajza)

  1. Paaya ___________________ Aik Adad ( abla howa
  2. Tail _____________________ aik cup
  3. Pyaaz ____________________ do Adad
  4. dahi _____________________ 125 gram
  5. namak ___________________ hasb zayega
  6. Dhaniya __________________ 1 - 1/2 chaay ka chamach ( pissa howa
  7. laal mirch ________________ 2 chaay ke chamach ( pissi hui
  8. jaiphal ____________________ 1/2 chaay ka chamach
  9. jawatri ____________________1/2 chaay ka chamach
  10. haldi ______________________1/2 chaay ka chamach
  11. zafran _____________________ 1/2 chaay ka chamach
  12. adrak lahsun ka paste _________1 khanay ka chamach
  13. yakhni _____________________6 cup
  14. Garam masalha _____________1-1/2 chaay ka chamach ( pissa howa
  15. chhoti alaichi _______________4 Adad
  16. kala zeera __________________1chaay ka chamach
  17. hara dhaniya ________________Garnish ke liye
  18. hari mirch __________________Garnish ke liye
  19. lemoo _____________________Garnish ke liye
  20. adrak _____________________ Garnish ke liye
  21. podina _____________________Garnish ke liye

Method for cooking Zafrani Paaye زعفرانی پائے (Tarkeeb)


  • Tail garam karkay is mein pyaaz brown karen .
  • Ab dahi mein namak, dhaniya, laal mirch, jaiphal, jawatri, haldi, zafran aur adrak lahsun ka paste daal kar mix karen aur tali pyaaz mein mila kar bhon len .
  • Phir is mein paaya shaamil karkay khoob achi terhan bhoonen .
  • Ab yakhni daal kar adhay ghantay halki aanch par pakayen .
  • Phir cholha band karkay is mein garam masalha, chhoti alaichi aur kala zeera coat kar shaamil kar den .
  • Aakhir mein usay dish mein nikaal kar hara dhaniya, hari mirch, lemoo, adrak aur podeenay se Garnish karkay serve kar dein .

Axact

Urdu Cook

Urdu Cook Recipe is a blog for cooking and craft works. We love to share cooking recipes and crafts hand made work from Pakistan

Post A Comment:

0 comments: